Tumse Bhi Zyada Lyrics - English
Mohabbat mein yun hadd ko paar kiya
Mohabbat mein yun hadd ko paar kiya
Tumse bhi zyada tumse pyaar kiya
Tumse bhi zyada tumse pyaar kiya
Dard ki hadon ko bhi paar kiya
Dard ki hadon ko bhi paar kiya
Tumse bhi zyada tumse pyaar kiya
Oh tumse bhi zyada tumse pyaar kiya
Tu meri thi meri hai
Agar khabar aa jaye
Besabre se dil ko
Bewakt sabar aa jaye
Khushi deke tumko gam udhar liya
Khushi deke tumko gam udhar liya
Tumse bhi zyada tumse pyaar kiya
Oh tumse bhi zyada tumse pyaar kiya
Ho ye tadap kaisi hai
Ye jalan hai kaisi
Halaki dono mein
Hai wafa pehle si
Jo rang tera hai
Wo rang hai mera
Kuchh main tere jaisa
Kuchh tu mere jaisi
Judai ne hamko ik saar kiya
Judai ne hamko ik saar kiya
Tumse bhi zyada tumse pyaar kiya
Oh tumse bhi zyada tumse pyaar kiya
Mohabbat mein yun hadd ko paar kiya
Mohabbat mein yun hadd ko paar kiya
Oh tumse bhi zyada tumse pyaar kiya
Oh tumse bhi zyada tumse pyaar kiya
Hmm aa gale mil fir se
Fir jara chain aaye
Ho mere hothon pe
Fir tere hi saaye
Bin tere jeena bhi
Maut hi lagta hai
Ya tu aa jaye
Ya saans bhi na aaye
Duaon mein aisa izhaar kiya
Duaon mein aisa izhaar kiya
Tumse bhi zyada tumse pyar kiya
Oh tumse bhi zyada tumse pyar kiya
Mohabbat mein yun hadd ko paar kiya
Mohabbat mein yun hadd ko paar kiya
Tumse bhi zyada tumse pyaar kiya
Tumse bhi zyada tumse pyaar kiya

Official Video Song
Song Details
The Tumse Bhi Zyada song lyrics is written by Irshad Kamil in the year 2021.
Artist - Pritam, Arijit Singh
Lyrics - Irshad Kamil & Ashish Pandit
Music Arrangement and Production - Prasad Sashte
Sound Design & Additional Music Arrangement and Production - Sunny M.R.
Mix & Master - Eric Pillai
Chief Sound Engineer - Ashwin Kulkarni
Shootmix - Anupam Roy
Music Production Manager - Anurag Sharma


0 टिप्पणियाँ